پاکستان کاسب سےبڑا لوٹا

dani

محفلین
mehfil kay tamam shurka ko mera adab qubool hoa
Jiay Altaf Hussain sada jiay... jiay mutehda
is forum per Altaf bhai aur MQM kay baray main bohat kuch kaha gaya hay ulta sedha jo jis
ke samajh main aya yahan likh kar apnay dil kay phapholay phoray gaay ,mujhay aaj toa shaistigi
ka dars dia ja raha hay laikin sindh kay shehree tabqay ke wahid numainda jamaat MQM aur uskay leader Janab Altaf Hussain kay baray main joa dushnam tarazian is mehfil main kafi arsay say jari hain sab say pehlay woh loag is cheez kay mustahiq hain kay unhain ikhlaqiat kee alif bay parhai jaay ....
Altaf Hussain kaun hain aur MQM kioon wajood main aee aur is ka manshoor kia hay
is baray main aap sab ka mehdood mutala is cheez kee ghammazi karta hay kay aap MQM kay hawalay say jo manfi propaganda kia gaya hay is ka shikar hain...
Altaf Hussain kee fikr o falsafa kia hay ....
Altaf Hussain kehtay hain k jab say pakistan bana hay tab say 2% maraat yafta tabqay nay 98 % ghareeb awam ko yarghamal banaya hua hay. Altaf Hussain ka bas yehee kehna hay kay apnay andar say qiadat koa bahar laoa agar tum main say hee koi MNA MPA ya wazeer ho gaa toa us tak rasae asan hoa ge, Altaf Hussain agar khilaf hain toa in jageerdaroan kay , sarmayadaroan kay , in corrupt generaloan kay jinhoan nay apnay mafadat kee khatir pakistan koa hamaisha naqabil talafi nuqsan ponhachaya hay, jinhoan nay mulki mafadat per hamaisha apnay mafadat koa tarhjeeh dee hay.
zara pooray mulk kay siasi culture ka jaiza lain sab say pehlay sindh per nazar daltay hain androon sindh dehat main kia wadairoan kee hukumrani naheen hay ? kia aj ghareeb hari ko ghareeb sindhi ko tamam huqooq muyassar hain ?us bay charay kee nagafta ba halat kee zimay dar wahan kay wadairay hain yeh loag hamaisha ghareeb hari ka istehsal kartay aay hain....
national asembly kee nashistain hoan soobai assembly kee ya senate kay intikhabat yeh tamam ohday aur maraat in wadoaroan aur jageerdaroan kee meeras rahee hain nateejatan in logoan kay ilaqoan kaa jo haal hay agar ap main say kisee nay interior sindh ka dora kia hay toa mulahiza kar saktay hain ghareeb sindhi kay paas aj bhee rehnay koa chat naheen peenay ko saf pani naheen, pehnay koa kapray naheen aur pair main tooti jooti hay halankay in kay leader (bila mubaligha bhutto waqai aik zaheen siyasat dan thay) nay isee slogan ko bunyad bana kar in kee bharpoor himayat hasil kee aur in ghareeb logoan ko yeh tamam cheezain hee na day sakay aur ab in kee party poeples party per jageerdaroan ka qabza hay aur yeh loag jis tarah seats hasil kartay hain ghareeboan koa bhair bakrioan kee tarah poling station per hank kar latay hain aur apnay haq main jabri vote dalwatay hain aur kaie loag toa yeh zehmat bhjee gawara naheen kartay ... poling stations per qabzay kar kay votes cast kartay hain .......
doosray number per ham punjab kee baat kartay hain. meray bhaioan yeh aik taasur qaim hay kay altaf bhai punjabioan kay mukhalif hain, main khood aik arain panjabi hoon mairay walid nay amratsar say hijrat kee the karachi...punjabi aik mehnti qaum hay aur yaroan kay yar log hotay hain lekin bad qismati say punjab kee siasat per agar ap nazar dalain toa yahan bhi ap ko koi middle clasia nazar naheen aay ga yahan bhi chaudhry, chathay , tiwanay waghaira waghaira burajaman hain ap mazee kee tamam hukoomatoan ko utha kar daikh lain aj joa loag perwaiz musharraf sahab kay saay main Q league banay hukoomat kay mazay loot rahay hain kia yehe loag tamam hukoomatoan main naheen rahay , chahay woh nawaz shareef kee hoa yah benazir kee in logoan nay hamaisha naam badal badal kar iqtidar ka maza loota hay, mujhay baray afsoas aur sharmindiagi kay saath yeh likhna poar raha hay kay chahay amriat hoa yah jamhooriat siasat main hamaisha punjab kay in anasir ka kirdar sharamnak raha hay ... yeh loag apnay mafadat kee khatir hamaisha apni dhoti peechay say chuktay hain chahay koi dictator ho yah bara e naam jamhooriat siasat main lota geeree ki riwayat punjab kay in chaudhrioan milikoan chathoan aur jageerdaroan ka khasa rahee hay , yeh cheez record per hay kay punjab kee poori assembly nay ratoa raat wafadari tabdeel kee ... maira ehl e punjab say aik sawal hay kay kia ap logoan ka dil khoon kay ansoon naheen rota ? kay yeh log ap kay votes say muntakhib hotay hain aur phir wafadarian tabdeel kar laitay hain sirf apnay mafadat kee khatir kia ap logoan kee apnay ilaqay kay MNA yah MPA tak rasai hay ? kia ap kay muntakhib numainday ap ke dastaras main hain ? naheen na toa yehee altaf bhai kehtay hain kay meray bhai apnay andar say qiadat bahar nikalo MQM ko vote na doa laikin apnay saheeh rehnumaoan koa aiwanoan main bhaijo..... tamam punjabi buray naheen hay laikin aik maraat yafta mafad parast tabqa yaqeenan tum logoan main hee maujood hay jis nay aaj tum logoan ko baqi tamam pakistan say galian parwai hain ... aj baloachi ho ya pathan sab punjabioa koi hee bura bhala keh rahay hain is zalim tabqay kee hee wajah say ... jis tarah ap loag karachi main honay walay har jurm koa altaf hussain kay khatay main daltay hoa toa isee tarah pakistan kay baqi awam bhi apnay sath honay wali in ziadtioan kay zimay dar punjab ko he thehratay hain halankay aam punjabi kay masail yaqeenan bohat hain inhain bhee woh tamam bunyadi sahooliat muyassar naheen jo is mafad parast tabqay ko hain , is mafad parsast tabqay kay nazdeek punjab sirf lahore hay aur yaheen sari taraqi ka zoar hota hay har hukoomat main aur saraiki aur photohari belt ko hamaisha nazarandaz kar dia jata hay.......to meray punjabi bhaiyoan agay aoa aur apnay andar say in lotoan ko aur mafad parastoan ko niukal bahar karoa
ab zara ham kuch apnay pathan bhaioan kay baray main baat kartay hain ...
hamaray pathan bhai baray ghayoor aur dilair hain aur hamaaray sar fakhar say buland hay kay hamaray saath yeh dilair jafakash aur jangjoo bhai shana bashana kharay hain ....
sooba sarhad aur us kee awam deegar sooboan kee nisbat ziada mazhabi hain isee liay yeh bay charay hamaisha mazhabi dehshatgardoan kay hathoan yarghamal banay rahay hain... yeh mazhabi dehshat gard munafiq ulmaoan ka roop dhar kar poori qaum koa bewaqoof bana rahay hain .. in kay apnay bachay toa america main parhtay hain aur rehaish pazeer hain aur galian sirf siasi mafadat kee khatir america koa detay hain .. tableegh karnay kay liay yeh june july main thanday ilaqoan ka rukh kartay hain... in ka matma nazar waqai islam naheen islamabad hay .... aur jamat e islami ko to Altaf Bhai aur MQM say Allah wastay ka bayr isee liay hay kay MQM nay karachi aur sindh kay shehree ilaqoan say in ka boria bistar hee goal kar dia hay hamaisha kay liay ... aur MQM kay bicot kay sadqay yeh loag chand nashistain jeet bhee jatay hain toa intihai sharamnak tareeqay say in kay MNA record per hay kay 1000 , 1200 votes lay kar assemblioan main ponhchay hain.....
laikin usee ilaqay ka haqparast MPA 55000 56000 votes say kamiab huay hain.......
ab zara baat kartay hain dehshat gardi kee....
MQM Dehshat gard hay ya naheen is cheez per baat kartay hain
aaj baloachi bhi dehshat gard hain ... wazeeristan kay loag bhi dehshat gard hain ... in do jumloan say yaqeenan kisee baloachi aur pathan ko bohat takleef hoa gee .... meray bhai yeh ilzam bhee toa ap kee hukoomat laga rahee hay na jaisay 92 kay baad musalsal propaganda kartay rahay kay Altaf Hussain dehshat gard hay yeh karachi koa alahda kar kay so called Jinah poor bana rahay hain to isee tarah aj balochoan aur waziroan per dehshat gard honay ka ilzam lag raha hay aur yeh koi naee baat nahee hay , in 2 % maraat yafta tabqay kee rah main jis nay bhee haq ke awaz buland kee ya rukawat dali usay hamaisha hee dehshat gard kaha gaya us qaum koa khoon main nehlaya gaya .. unhain nishan e ibrat bananay kee dhamkian dee gaeen yeh toa hota hee aya hai kal ALtaf Husain Dehshat Gard tha toa aaj Waziristan walay aur Akbar bugti, aur maingal dehshat gard hain .. aur yaqeenan agar huqooq kee jado jehad main hathyar kisee qaum nay uthaay hain toa paklistan kee tareekh rahee hay kay kisee nay bhee apni khami talash naheen kee balkay us kay bajaay usay zoar zabardasti aur taqat say usay daba diya
MQM to nihatti thee is kay hazaroa karkunoan, wafadaroan, hamdardon ko bay gunah shaheed kia gaya , laikin aj jab wazeeristan aur balochistan per charhai kee gai hay toa un logoan nay danda kar kay rakh dia hay kioonkay in kay paas jadeed tareen hathyar hain in kay apnay ilaqay hain jis main ghusnay kee kisee main himmat aur taqat nahen hay...
meray bhaion altaf hussain kee talimat koa samjhay bagghair ap logoan nay un kay baray main nihayat ghatya zaban istimail kee.. jis say un kay chahnay walon koa yaqeenan dukh hua hoa ga.
MQM kioon wajood main aee ? yeh aik bunyadi sawal hay ...
MQM us taasub ka nateeja hay jo hamaisha sy muhajiroan kay saath rawa rakha gaya unhain farzand e zamen na honay kee saza dee gaee ? yeh quota system kia hay ? kia us waqt bhee Altaf Hussain maujood thay? sindh kay shehree ilaqoan kee poori nasal tabah kar dee gaee yaqeenan Khuda kee rehmat kabhi joash main zaroor aay gee aur aik aik ziadti ka hisab ghasib tabqay say lia jaay ga, shaheedoan ka lahoo rang laay ga aur la raha hay ... karachi operation main koi kuttay billi yah bhair bakri naheen maray jeetay jagtay naujawan shaheed huay hain kissi maan ka beta kisee behan ka bhai kisee ka suhag kisee bachay ka baap ..... yaqeenan mazloomoan kee bad duaain rang la rahii hain aur karachi operation cleanup karnay walay aaj khud hee randa dargah hain , benazir , nawaz sharef, abdullah shah, naseer ullah babar (kuttay ka bacha) yeh loag aj khood dar badar hain...
Altaf bhai koa watan wapisi ka mashora danay waloan per aj khud watan kee zameen tang hay .. Altaf bhai koa watan wapis a kar courts ka samna karnay ka mashora denay walay aaj khood pakistan kee adalatoan say khofzada hain .. aaj operation cleanup karnay waloan ko balochistan aur waziristan main jootay par rahay hain ... motay gage ka danda kar dia gaya hay balochistan aur waziristan main in logoan kay, yeh khuda ka insaaf hay... hamaray shaheedoan ka lahoo rang laya hay..
arbab e ikhtiar kee ziadtioan kay natejay main MQM wujood main aee aur hamara sar fakhar say buland hay k aaj Altaf bhai nay hamain aik esa platform muhaya kar dia hay kay ham tamam mazloom chahay jis ilaqay kay hoan jis tabqay kay hoan MQM kay saay talay muttahid hoa rahay hain aur arbab e ikhtiar (pakistan kay hidden humumranon) kee ankh main yhee cheex khatak rahi hay kay agar awam muttahid hoa gaay toa un ka boria bistar goal hoa jaay ga ghareeb awam apnay haq kay liay kharay hoa jaain gay ,
Altaf Bhai kay khilaf jo zehar ap lopgoan kay zehnoan main bhara hua hay us ko aik taraf rakh kar ghaur karain k kia mafad parast anasir say door hona apnay andar say qiadat nikalna saheeh hay ya ghalat ....
mazeed Altaf bhai aur MQM kay baray main tehreer kia jaay ga ....laikin filhal bas
aap sab say iltimas hay apnay nannhay munnay zehnoan per zoar naa dalain Altaf Bhai koi aisee chotee aur mamooli shakhsiat naheen kay un kay baray main aisay fuzool remarks pass kiay jain jaisee is mehfil main dushnam tarazian ho rhi hain.......
waslam
jiay altaf hussain sada, Jiay MQM
Allah hafiz
 

نبیل

تکنیکی معاون
شکریہ دانی اور محفل پر خوش آمدید۔ مجھے سمجھ نہیں آ رہی کہ یہ سارے حق پرست رومن اردو میں کیوں لکھ رہے ہیں۔ باقی ہم کوشش کریں گے کہ آپ کے مشورے پر عمل کرکے زندگی کے حقائق کو تسلیم کرکے الطاف بھائی کی عظمت کے قائل ہو جائیں۔ لگتا ہے کہ ابھی پاکستانیوں کے ذہن نے ارتقاء کی وہ منازل طے نہیں کی کہ انہیں اتنی عظیم شخصیت کے بارے میں نہیں پتا۔ جیسے ہی وہ اس بات کا ادراک کرلیں گے، وہ جوق در جوق پیر صاحب کے ہاتھ پر بیعت کے لیے حاضر ہوجائیں گے۔

دوسرے آپ بار بار یہ محفل اور اس محفل کا ذکر یوں کر رہے ہیں جیسے ہم نے یہ فورم ایم کیو ایم کے خلاف محاز کھڑا کرنے کے لیے بنائی ہے۔ آپ کا اندازہ غلط ہے۔ یہاں آپ کو اظہار خیال کی اتنی ہی آزادی ہے جتنی یہاں کے منتظمین کو۔ آپ شوق سے یہاں اپنے دل کی بھڑاس نکال سکتے ہیں۔
 

haq parast

محفلین
ap loag politics discuss karain zaroor karain lekin jis tarah Quaid kay baray main ap logoan nay rawaya ikhtiar kia hay woh durust naheen ...
Altaf bhai Sindh kay aik bohat bari abadi kay muttafiqa quaid hain aur yeh cheez 1988 say lay ka raaj tak elections main prove huee hay MQM nay us waqt bhee fatah kay jhanday garay thay jab us kay nominees ko election campaign chalanay kee bhee ijazat naheen thee,Altaf Hussain aur MQM hamaray sir ka taaj hain aur kisee kobhee is baat kee ijazat naheen dee jaay gee k un kay baray main aisee ghatya zuban istimal karay jo bannu walay nay kia hay pata naheen bannu walay ka Altaf bhai nay kia bigara hay..... bhai baat zaroor karoa laikin aisee k kisee ko takleef na ponhchay
 

نبیل

تکنیکی معاون
تیلے شاہ، میرے خیال میں اب حق پرستوں کو موقع دینا چاہیے بات کرنے کا۔ میں نہیں چاہتا کہ یہاں کسی کی دلآزاری ہو۔ میرے خیال میں ہم نے ایم کیو ایم اور الطاف حسین کے متعلق کافی باتیں کر لی ہیں۔ اب ہمیں کچھ باتیں سن بھی لینی چاہییں۔ اسکے علاوہ میری دوستوں سے گزارش ہے کہ وہ موضوعات شروع کرنے سے پہلے اس کے نتائج پر غور کر لیا کریں۔ ایک مرتبہ بات پٹڑی سے اتر جائے تو اسے سنبھالنا مشکل ہو جاتا ہے۔
 

ماوراء

محفلین
تیلے شاہ نے کہا:
haq parast نے کہا:
yeh tale shah kay remarks ko ap kia naam dain gay ????
shaistigi?? ya bakwas
مگر محترم بھائی صاحب میں نے تو کسی کا نام نہیں لیا
آپ نے خود سے اپنے قائد کا نام جوڑ دیا ہے

بھیا آپ یہاں سے دور ہی رہنا۔۔۔یہاں کے حالات کراچی کے حالات سے زیادہ خراب ہیں۔۔۔ :p :wink:
 

تیلے شاہ

محفلین
ماوراء نے کہا:
تیلے شاہ نے کہا:
haq parast نے کہا:
yeh tale shah kay remarks ko ap kia naam dain gay ????
shaistigi?? ya bakwas
مگر محترم بھائی صاحب میں نے تو کسی کا نام نہیں لیا
آپ نے خود سے اپنے قائد کا نام جوڑ دیا ہے

بھیا آپ یہاں سے دور ہی رہنا۔۔۔یہاں کے حالات کراچی کے حالات سے زیادہ خراب ہیں۔۔۔ :p :wink:
Sahi kaha ap na mujhe andaza ho raha hai
 
واہ جی واہ

یار ایک مشہور مصرعہ ہے کہ ع وہ بات سارے فسانے میں جس کا ذکر نہ تھا۔ والی مثال ہوئی کہ بات کہاں سے شروع ہوئی اور کہاں پہنچ کر ختم ہو رہی ہے۔ یار میں رائے شماری کی بات کر رہا تھا اور آپ لوگ الطاف بھائی (ممبئی والے نہیں) کے پیچھے ہاتھ دھو کر پڑ گئے۔ لیکن خیر ہم کس کس لوٹے کی بات کریں گے۔ یہاں تو بقول مصطفی زیدی
تمام شہر نے پہنے ہوئے ہیں دستانے
 

دوست

محفلین
بات کہاں سے شروع ہوئی اور کہاں پہنچی۔
میری سمجھ میں جواب تک آیا ہے کہ شخصیت پرستی ہماری گھٹی میں بیٹھی ہے جسے جوڑوں میں درد۔
سادہ سی بات ہے ہم برداشت نہیں کر سکتے۔
ایم کیو ایم کے کارکنان اگر ایسے انتہا پسند ہیں کہ اپنی جماعت کے خلاف ایک لفظ بھی برداشت نہیں کرسکتے تو اس کے لیڈران کا کیا حال ہوگا۔
نعمان جی آپ کی بات ٹھیک ہے ہمیں ان جاگیر داروں اور وڈیروں نے مار کھایا ہے کھایا کیا کھارہے ہیں۔ لوٹے واقعی یہ ہیں۔
میرے ذہن سے تو جماعت اسلامی اور ایم کیو ایم کا زلزلہ زدہ علاقوں میں ہونے والا جھگڑا نہیں جارہا۔یہ خبر اخباروں کی زینت بڑی تفصیل سے بنی تھی۔
بات پھر وہیں۔ جو لیڈر کہہ دیا حدیث ہے۔ بس باقی سب “بکواس“
 

نعمان

محفلین
دوست بھائی زلزلہ زدہ علاقوں میں‌ایم کیو ایم اور جماعت کے ٹکراؤ کو سمجھنے کے لیئے آپ کو کراچی کے کلچر کو سمجھنا ہوگا۔ جماعت اسلامی کراچی، اور متحدہ ملکر کراچی کو ریپریزنٹ کرتی ہیں۔ وہ اگر باہم دست و گریبان ہیں‌ تو اس پر فکرمند نہ ہوں بلکہ اس بات پر ذرا غور کریں کہ اکثر و بیشتر جماعت اسلامی اور ایم کیو ایم ایک ہی کاز کے لئے جدوجہد کرتے ہیں تازہ مثالیں‌ پیش کرتا ہوں:
1۔ بلوچستان ایشو
2۔ باجوڑ پر امریکی حملہ
3۔ زلزلہ زدہ علاقوں میں‌بحالی کا کام
4۔ وزیرستان آپریشن
5۔ لیگل فریم ورک آرڈر
6۔ کالا باغ‌ڈیم

زلزلہ زدہ علاقوں میں کراچی کے سابق مئیر نعمت اللہ خان نے انتھک محنت کی وہیں‌ایم کیو ایم بھی کام کرتی رہی۔ اتنے سارے اچھے کام میں‌ جھگڑے کے ایک دو واقعے مسابقت کی وجہ سے تھا۔ اچھے کاموں‌ میں‌مسابقت تو اچھی بات ہے اور جیسا میں‌نے ایم کیو ایم والی تھریڈ‌ میں‌ لکھا تھا کہ کراچی کے لوگ مقابلے کی معیشت اور معاشرت پر یقین رکھتے ہیں۔
 

تیشہ

محفلین
تیلے شاہ نے کہا:
چور بھی پکارے چور چور



:) چور بھی پکارے چور سے مجھے قصہ یاد آگیا ٹیلے بھائی ،
ایک چور کس گھر میں چوری کرنے گیا ، سامان اکھٹا کرکے ابھی اسکو چادر میں باندھ رہا تھا کہ گھر والوں کی آنکھھ کھل گئی شور مچ گیا چور ۔۔ چور ۔۔چور۔۔ چور نے یہ صؤرت ِحال دیکھی تو سامان چھوڑ کے بھاگا اور پھچلی دیوار سے کود گیا ،
چور بھی ان میں شامل ہوکے چور چور کرنے لگا ، :)
سب اپنی اپنی بولنے لگے ، چور سامنے سے گھسا ہوگا پھر اس کھڑکی سے بھاگا ہوگا ، کوئی بولے کہ نیہں ، چور اس دروازے سے آیا ہوگا پھر اس کھڑکی سے بھاگا ہوگا ،
چور کافی دیر سے سب کے غلط اندازے سن کر برداشت کر رہا تھا ، جب اک اور غلط اندازے پر اس سے برداشت نہ ہوسکا تو بولا،
میری سنو سب ، میں بتاتا ہوں چور کہاں سے آیا تھا اور کدھر کو بھاگا تھا ، پھر بولا کہ ، چور اس سامنے کی دیوار کود کے آیا اور پھر اس نے گھر کا سامان اکھٹا کیا ، پھر جب وہ اسکو باندھ رھا ہوگا تو گھر والوں کی آنکھھ کھل گئی اور سب نے شور مچا دیا تو
میں سامان چھوڑ کے اَس پیچھلی دیوار سے بھاگا ،
:p :)
 

نبیل

تکنیکی معاون
میری حق پرست بھائیوں سے گزارش ہے کہ انہیں اور جو کچھ کہنا ہے کہہ دیں۔ پھر یہ تھریڈ مقفل کر دیا جائے گا۔ باقی جو موضوعات زیر بحث آئے ہیں جیسے کہ صوبائی خود مختاری اور آرمی کا کردار وغیرہ، ان کے لیے علیحدہ تھریڈز کھولے جائیں۔

شکریہ
 

تیلے شاہ

محفلین
بوچھی نے کہا:
تیلے شاہ نے کہا:
چور بھی پکارے چور چور



:) چور بھی پکارے چور سے مجھے قصہ یاد آگیا ٹیلے بھائی ،
ایک چور کس گھر میں چوری کرنے گیا ، سامان اکھٹا کرکے ابھی اسکو چادر میں باندھ رہا تھا کہ گھر والوں کی آنکھھ کھل گئی شور مچ گیا چور ۔۔ چور ۔۔چور۔۔ چور نے یہ صؤرت ِحال دیکھی تو سامان چھوڑ کے بھاگا اور پھچلی دیوار سے کود گیا ،
چور بھی ان میں شامل ہوکے چور چور کرنے لگا ، :)
سب اپنی اپنی بولنے لگے ، چور سامنے سے گھسا ہوگا پھر اس کھڑکی سے بھاگا ہوگا ، کوئی بولے کہ نیہں ، چور اس دروازے سے آیا ہوگا پھر اس کھڑکی سے بھاگا ہوگا ،
چور کافی دیر سے سب کے غلط اندازے سن کر برداشت کر رہا تھا ، جب اک اور غلط اندازے پر اس سے برداشت نہ ہوسکا تو بولا،
میری سنو سب ، میں بتاتا ہوں چور کہاں سے آیا تھا اور کدھر کو بھاگا تھا ، پھر بولا کہ ، چور اس سامنے کی دیوار کود کے آیا اور پھر اس نے گھر کا سامان اکھٹا کیا ، پھر جب وہ اسکو باندھ رھا ہوگا تو گھر والوں کی آنکھھ کھل گئی اور سب نے شور مچا دیا تو
میں سامان چھوڑ کے اَس پیچھلی دیوار سے بھاگا ،
:p :)



:lol:
زبردست
 

الف نظامی

لائبریرین
تم سیاہ ست دانوں کی بات کرتے ہو ، ووٹ دینے کے بعد کبھی ان کے پاس گئے ، کبھی ان کا مواخذہ کیا۔
دوسرا یہ کہ ہم خود کیا کر رہے ہیں اس وطن کے لیے۔
تماشا دیکھ رہے ہیں اور لوٹے ہونے کا سرٹیفیکیٹ جاری کر رہے ہیں کیا؟
 

رضوان

محفلین
محفل کو میری طرف سے سلام
پھلی دفعہ آپکی محفل میں شریک ھو رھا ھوں اتنی عمدہ اردو پڑھنے کو ملی کھ مزا آ گیا لیکن یھ 4 لفظ لکھتے ھوے ھاتھ میں باوٹا آگیا۔ آفرین ھے آپ لوگوں کو۔
نعمان صاحب آپ واقعی دلیل سے بات کرتے ہیں۔
شخصیت پرستی اور فاشزم کو چھوڑنےکے بعد ھی سندھ کے شھری علاقوں کےعوام آگے جا سکیں گے۔ برداشت توبڑھی ھے مگرنعی نسل جسنے لاٹھی گولی کی سرکار اور جلتے ھوے زندھ انسان نھین دیکھے وہ آپ کی بات کیوں سنے۔ کتاب و تاریخ سےسبق سیکھنا ھمارا شیوا نھیں۔
 
Top