ضبط نے کہا:
بوچھی نے کہا:
بہت خوب ،
چھوٹے بھیا مجھے بھی میری پسند کا سونگ لا کر دیں ۔
اے میرے اداس من ۔۔ چل دونوں کہیں دور چلیں ۔ میرے ہمدم میرے ساتھی تیری دنیا یہ نہیں کوئی اور ہے ۔
یہ پرانا گانا ہے ۔ ضبط مجھے ڈھونڈ کر دو نا ۔
کتنا پرانا سانگ ہے ؟؟ انڈین ہے کہ پاکستانی ؟؟
Aye mere udaas mann chal dono kahin door chalen
Mere humdam teri manzil ye nahin ye nahin koi aur hai
Is bagiya ka har phool deta hai chubhan kaaton ki
Sapne ho jate hain dhool kya baat kare sapnon ki
Mere saathi teri duniyan ye nahin ye nahin koi aur hai.
Jaane mujh se hui kya bhool jise bhool sakaa naa koi
Pachtave ke aansoon meri aankh bhale hi roi
O re pagle tera apna ye nahin ye nahin koi aur hai
Patthar bhi kabhi ek din dekha hai pighal jate hain
Ban jate hain sheetal neer jharne mein badal jate hain
Teri peeda se jo pighale ye nahin ye nahin koi aur hai.
یہ بول ہیں اس گانے کے ۔ فلم مان ابھی مان ‘ ہے اور مجھے یہ گانا سیو کرنا ہے ۔
