waisy sorry to say k main udas nai tha bus ak topic start karna tha. and aap nain kaha k haqeeqt ki talash karo udasi khtum ho jay gi dear hum kisi ka andaza nai lga skty k koi haqeeqt ki dor main kitna agy hai. or main b ussi rah ka musafir hon ak cheez janta hoon k jo Rub ki raza samj leta hia...