aaj bohat mudat baad net per online honay ka moqa mila to main nay yahan hazri deena zroori samjha shukar hai kay bughora samajh ker meri membeship nehi munsookh ki gayi.qisa mukhtsar kuch dinon tuk main wapas aane ki aur kuch na kuch karne ki koshis karoon ga
aur bi kafi log joh kabi libaray ka hisa thay aur aaj kul ghar hazar hain un ka zikar aap is thread main kar sakte hain shyad yeh tazkra un ko wapa lay aye
kuch arsa kay kiye khuda hafiz
aur bi kafi log joh kabi libaray ka hisa thay aur aaj kul ghar hazar hain un ka zikar aap is thread main kar sakte hain shyad yeh tazkra un ko wapa lay aye
kuch arsa kay kiye khuda hafiz