نتائج تلاش

  1. saqib ali saaqi

    ساغر صدیقی چشم ساقی کی عنایات پہ پابندی ہے - ساغر صدیقی

    Bahut umdaa ghazal k. Intkhaab farmaayaa hai aap ne ......,,,,,, Maqtey k misraa e oolaa men lafz....hai...izaafi hone k baais mis raa khaarij az behr ho geyaa ha. darusti farmaa lijiye ga ..... Aag seenoo men lagi saaghar o meena chhalkey ......
  2. saqib ali saaqi

    ساغر صدیقی خُون بادل سے برستے دیکھا

    Waaaaah bahut khoobsoorat intkhaab
  3. saqib ali saaqi

    ساغر صدیقی لوگ کہتے ہیں زمانے میں محبت کم ہے - ساغر صدیقی

    Ghazal achi hai lekin kuch as,aar men alfaaz ki kami k baais ghazal k aksar ash,aar bey wazn ho gey hain iss men ghalti saghar ki nahi balke post karne waale sahb k. hai ..... ,,,,,az raah e karam kalaam arsaal karne se qabal achi tarah ash,aar ka wazn dekh liyaa karen
  4. saqib ali saaqi

    اعتبار ساجد چھوٹے چھوٹے سے مفادات لئے پھرتے ہیں۔۔۔ ۔اعتبار ساجد

    Ghazal bahut achi hai lekin na jaane keyun post karne waale sahb ne 4 th sher ka misraa e ool. beywazn kr diyaa baaqi ghazal laajawaab hai. Shayed misraa yun ho ,,,,,,, ab to duniyaa men tere gham ko samone waale Apne dil pr keyi sadmaat liye phirte hain
Top