Asalam o alikum to all
Me yea poochna chahti hon k kia Lays, Cheetos or kurkure Halal hain ya nahi ?
2009 main Junaid jamshed ne TV commecial me aa ker kaha tha k.....chu k lays paksitan me bhante hain to yeah halal hain.....tu un k fatwe pe saaare ulma ne tankeed ki the or unhe toba ka kaha...