my collection of urdu novels

دوست

محفلین
بھائی لڑتے کیوں ہوں۔
یونیکوڈ میں اس لیے لکھتے ہیں کہ اردو کا قابل تلاش مواد انٹرنیٹ پر بڑھے تاکہ مستقبل میں ہماری اگلی نسل اسے آنلائن پڑھ سکے پھر تو نئے پرانے کی بات ہی ختم ہوجاتی ہے۔ ہر زبان کا ڈھنگ ہوتا ہے اردو کا ڈھنگ یہ ہے کہ اسے اردو میں لکھا جائے۔ رومن میں لکھ کر بیڑہ غرق نہ کیا جائے۔ آپ رومن میں لکھ سکتے ہیں تو اصلی والی اردو میں بھی لکھ سکتے ہیں ایک بار کوشش تو کرکے دیکھیں۔بخدا یہ رومن اردو دیکھ کر آنکھوں میں درد ہونے لگتا ہے۔ آپ ایک بار ٹرائی تو فرمائیں۔ رہی بات برقیانے کی تو میرے بھائی آپ جو مرضی کتاب پی ڈی ایف میں پیش کریں۔ ہم تو ہر آنے والے کو اپنے ساتھ شامل ہونے کی دعوت دیتے ہیں چونکہ ہمارا مشن یونیکوڈ اردو میں مواد کی فراہمی ہے۔ آگے اس کی مرضی ہے۔ باقی رومن اردو اور تصویری اردو تو رلتی پھرتی ہے فورمز پر اور ویب سائٹس پر آپ کو ہزاروں قدردان مل جائیں گے۔
وسلام
 

qaral

محفلین
band master

bai shakir aap ko tu band master hona chahiye tha mera tu band hi baja diya bus main sirf yehee kahonn ga ki sorry yar roman urdu main kuch aur bardasht kar lo jis terah aap roman urdu say aap ka sir dukhta hai unicode mere liye uncomfortable hai akhbar say likar novel aur kitaab jahaan bi urdu perhee hai yeh aus say mukhtlaf style hai lagta hai urdu kay jodr toot gaye hoon aur us say khada nahi huwa ja raha ho yeh zyada der tak parhonn tu sar main dard hota hai jab kay image format ya inpage ausi style main hotan hai jis kay hum aadi hain aur us main cheezan tyar bi jaldi hotee hain ab aap khod deekh lain aik ali poor ka aeli likha ja raha jane kab se aur shayad aik jaga per na jane kub mukamal ho ga khuda ke bande mujhay unicode aane walee nisloon kay liye urdu ka source wala idea kuch hanooz dili door aust wala muamla nazar aa rahe hai be realastic batain kerna asaan aur un ko pora kerna muskil hota hai sorry agar aap ko bura lage aik bada novel tu unicode main convert ho nahi paa raha hai aap challen hain puri urdu ku unicode main conver karne haan agar aap is khat-o-kitabat ko urdu lieature maan lain phit tu kafi zakheera jama ho raha baatain karne say behtar hain koi badi 10,15 books unicode main lakheen tu mujhe bai aap ka khwaab practicle lage mugar mujhe sirf is baat pay herani hote hai key aap 7 ya 8 uniocde aur urdu ko lazm o malzoom bana denee par tule hoye ho aap ne ghoree aur guday ko aik kar diya yeh kah kar ke roman urdu aur image format aik cheez hain ya inpage ya image fomat ko aap urdu hi nahi mantee
 
Books BY Allem ul Haq Haqqi
Amawas Ka Diya
Dajjaal
Ishq Ka Sheen

Books By Anwar Aahsan Sadiqqi
Baaz Yaft
Daman Ki Aag
Qafas


Books By Anwar Aalege

Basera
Sufead Mehal

Books By Aslam Rahi


Aatash parast
Sultan Oor Khan

Books By Bano Qudsia
haasil_ghaat
Raja_gidh


Books By Dr Abdurub Bhatti

Badruhh
Darya
Jaal
Kali Dunyia


Books By Javeed Danish

awargee
Hijrat Ke Tamashe
mazeed_awargee


Books By M.A.Rahat
Khilari
Moam
Nashaeb
Shateer
Titli
Hisaar
Baram

Books by_mumtaz_mufti
talaash
Labbaik


Books Naseem Hijaz

Shaheen
Aakri Chittan
Aur Talwaar Tout Gai
Dastan-e-Mujhaid
Moazzam Ali

Imran&Freedi Series

Books By Ibne Safi

Bhianak aadmi
Chattanoon main fire
Daler Mujrim
Dhuven_ki_tehreer
JADOn_KI_TALAASH1
Jahanum ki raqasa
Khofnak Hungama
Khofnak Imarat
Neelay Parinde
PATHTHAR-Kee-CHEEKH
Purisrar cheekhain
Sanpoon ke shikar
& C-Top By Muzhar Kaleem M.A


Several Authors
Alao
Dahshat Gard
Davdas
Farar Ki 5 Azeem Daastaanain
Ghazi
Ghudar By Krishan Chandar
Ik Mamoole Ladki
ishq-ka-qaaf
Jannat Ka Ghulaam
Khoobsourat - Bushra Rehman
Kinara
Kosla
Life Story Of Khaleel Jibran
naddi
Parallel Lives By Pilu Tark (Urdu Translation)
Purisrar Khazana
rustam_by_khurram_ali_shafique
Secret Agent
soch-nagar
Sumandar Main Tadfeen
taien-taien-fish
Tere tamana
Jaziray Per Dhamaka

Urdu Translations Of Great Novels By Mahmood Ahmad Mood


Gangsters&Godfellas (Henry Hills)
God Farher By Mario Puzo
Parineeta
Scarface By Armitage Trail
The Count Of Monte Crista (Alaxender Dumas)


Urdu Translations of World Best Literature

Shakespeare's work
Antony & Cleopatra
Julius Caesar
A Mid Summer Night's Dream
King Lear
Othello
Romeo and Juliet

Sevral Authors
A Tale Of Two Cities By Charles Dickens
Doctor Faustus By Christopher Marlowe
Gulliver Travels By Jonathan Swift
Paradise Lost By John Milton
Pride and Prejudice By Jane Austen
Prologue to the Canterbury Tales by Chaucer
Return of the Native By Thomas Hardy



all files are in urdu and in very good print except some of the imran series so any one of you any of these files i can make it available
بھئی اگر کوئی یونیکوڈ میں ہے تو بتاؤ
 
Top